But those who have feared their Lord - for them are chambers, above them chambers built high, beneath which rivers flow. [This is] the promise of Allah . Allah does not fail in [His] promise.
Haan woh log jo apnay rab say dartay rahey unn kay liye bala khaney hain jinkay uper bhi banay banaye bala khaney hain ( aur ) unn kay neechay nehren beh rahi hain. Rab ka wada hai aur woh wada khilafi nahi kerta.
अलबत्ता जो लोग अपने रब से डरकर रहे उन के लिए ऊपरी मंज़िल पर कक्ष होंगे, जिन के ऊपर भी निर्मित कक्ष होंगे। उन के नीचे नहरें बह रही होगी। यह अल्लाह का वादा है। अल्लाह अपने वादे का उल्लंघन नहीं करता
And He placed on the earth firmly set mountains over its surface, and He blessed it and determined therein its [creatures'] sustenance in four days without distinction - for [the information] of those who ask.
Aur uss ney zamin mein aur uss kay uper say pahaar gaar diyey aur iss mein barkat rakh di aur iss mein ( rehney walon ki ) ghizaon ki tajweez bhi issi mein kerdi ( sirf ) char din mein zaroorat mandon kay liye yaksan tor per.
और उस ने उस (धरती) में उस के ऊपर से पहाड़ जमाए और उस में बरकत रखी और उस में उस की ख़ुराकों को ठीक अंदाज़े से रखा। माँग करने वालों के लिए समान रूप से यह सब चार दिन में हुआ