But when Jesus felt [persistence in] disbelief from them, he said, "Who are my supporters for [the cause of] Allah ?" The disciples said," We are supporters for Allah . We have believed in Allah and testify that we are Muslims [submitting to Him].
Maga jab hazrat essa ( alh-e-salam ) ney unn ka kufur mehsoos ker liya to kehney lagay Allah Taalaa ki raah mein meri madad kerney wala kaun kaun hai? Hawariyon ney jawab diya kay hum Allah Taalaa ki raah kay madadgar hain hum Allah Taalaa per eman laye aur aap gawah rahiye kay hum tabeydaar hain.
फिर जब ईसा (अलै॰) ने महसूस किया उनकी जानिब से कुफ़्र को तो कहा कि कौन मेरा मददगार बनता है अल्लाह की राह में, हवारियों ने कहाः हम हैं अल्लाह के मददगार, हम ईमान लाए अल्लाह पर और आप गवाह रहिए कि हम फ़रमाँबरदार हैं।
[And remember] when the disciples said, "O Jesus, Son of Mary, can your Lord send down to us a table [spread with food] from the heaven? [Jesus] said," Fear Allah , if you should be believers."
Woh waqt yaad kay qabil hai jab kay hawariyon ney arz kiya kay essa bin marium! Kiya aap ka rab aisa ker sakta hai kay hum per aasman say aik khuwaan nazil farma dey? Aap ney farmaya Allah say daro agar tum eman laye ho.
जब हवारियों ने कहा कि ऐ ईसा बिन मरियम! क्या आपका रब यह कर सकता है कि हम पर आसमान से एक दस्तरख़्वान उतारे, ईसा (अलै॰) ने फ़रमायाः अल्लाह से डरो अगर तुम ईमान वाले हो।