Muhammad is not but a messenger. [Other] messengers have passed on before him. So if he was to die or be killed, would you turn back on your heels [to unbelief]? And he who turns back on his heels will never harm Allah at all; but Allah will reward the grateful.
( hazrat ) Muhammad ( PBUH ) sirf rasool hi hain inn say pehlay boht say rasool ho chukay hain kiya agar inn ka intiqal hojaye ya yeh shaheed hojayen to tum islam say apni aeyrhiyon kay ball phir jaogay? Aur jo koi phir jaye apni aeyrhiyon per to hergiz Allah Taalaa ka kuch na bigaray ga un-qarib Allah Taalaa shukar guzaron ko nek badla dey ga.
(प्यारे) मुहम्मद (सल्ल॰) तो बस एक रसूल हैं, उनसे पहले भी रसूल गुज़र चुके हैं, फिर क्या अगर वह वफ़ात पा जाएं या क़त्ल कर दिए जाएं तो तुम उलटे पाँव फिर जाओगे, और जो शख़्स उलटे पाँव फिर जाए वह अल्लाह का कुछ नहीं बिगाड़ेगा, और अल्लाह शुक्र करने वालों को बदला देगा।
The Messiah, son of Mary, was not but a messenger; [other] messengers have passed on before him. And his mother was a supporter of truth. They both used to eat food. Look how We make clear to them the signs; then look how they are deluded.
Maseeh ibn-e-marium siwa payghumbar honey kay aur kuch bhi nahi uss say pehlay bhi boht say payghumbar ho chukay hain unn ki walida aik raast baaz aurat thi dono maa betay khana khaya kertay thay aap dekhiye kay kiss tarah hum inn kay samney daleelen rakhtay hain phir ghor kijiye kay kiss tarah woh phiray jatay hain.
मसीह बिन मरियम तो सिर्फ़ एक रसूल हैं, उनसे पहले भी बहुत-से रसूल गुज़र चुके हैं, और उनकी वालिदा बहुत सच्ची थीं, दोनों खाना खाते थे, देखिए कि हम किस तरह उनके सामने दलीलें बयान कर रहे हैं फिर देखिए कि वे किधर उल्टे चले जा रहे हैं।