And a sign for them is the dead earth. We have brought it to life and brought forth from it grain, and from it they eat.
Aur inn kay liye aik nishani ( khusk ) zamin hai jiss ko hum ney zindah ker diya aur iss say ghalla nikala jiss mein say woh kahatay hain.
और एक निशानी उन के लिए मृत भूमि है। हम ने उसे जीवित किया और उस से अनाज निकाला, तो वे खाते हैं
And We placed therein gardens of palm trees and grapevines and caused to burst forth therefrom some springs -
Aur hum ney iss mein khajooron kay aur angooron kay baghaat peda kerdiye aur jin mein hum ney chashmay bhi jari ker diye hain.
और हम ने उस में खजूरों और अंगूरों के बाग लगाए और उस में स्रोत प्रवाहित किए;
That they may eat of His fruit. And their hands have not produced it, so will they not be grateful?
Takay ( log ) uss kay phal khayen aur iss ki inn kay hathon ney nahi banaya. Phir kiyon shukar guzari nahi kertay.
ताकि वे उस के फल खाएँ - हालाँकि यह सब कुछ उन के हाथों का बनाया हुआ नहीं है। - तो क्या वे आभार नहीं प्रकट करते?