Who believe in the unseen, establish prayer, and spend out of what We have provided for them,
Jo log ghaib per eman latay hain aur namaz ko qaeem rakhtay hain aur humaray diye huye ( maal ) mein say kharach kertay hain.
जो यक़ीन करते हैं बिन देखे, और नमाज़ क़ायम करते हैं, और जो कुछ हमने उनको दिया है उसमें से ख़र्च करते हैं।
And who believe in what has been revealed to you, [O Muhammad], and what was revealed before you, and of the Hereafter they are certain [in faith].
Aur jo log eman latay hain uss per jo aap ki taraf utara gaya aur jo aap say pehlay utara gaya aur woh aakhirat per bhi yaqeen rakhtay hain.
और जो उस (वह्य) पर भी ईमान लाते हैं जो आप पर उतारी गई और उस पर भी जो आपसे पहले उतारी गई और आख़िरत पर वे मुकम्मल यक़ीन रखते हैं।
Those are upon [right] guidance from their Lord, and it is those who are the successful.
Yehi log apney rab ki taraf say hidayat per hain aur yehi log falah aur nijat paney walay hain.
उन्हीं लोगों ने अपने रब की राह पाई है और वही कामयाबी को पहुँचने वाले हैं।