Say, [O Muhammad], "Shall we [believers] inform you of the greatest losers as to [their] deeds?
Keh dijiye kay agar ( tum kaho to ) mein tumhen bata doon kay ba-aetbaar aemaal sab say ziyada khasaray mein kaun hain?
कहो, "क्या हम तुम्हें उन लोगों की ख़बर दें, जो अपने कर्मों की स्पष्ट से सबसे बढ़कर घाटा उठाने वाले हैं?
[They are] those whose effort is lost in worldly life, while they think that they are doing well in work."
Woh hain kay jinki dunyawi zindagi ki tamam tar kosishen bekar hogaeen aur woh issi gumaan mein rahey kay woh boht achay kaam ker rahey hain.
ये वे लोग हैं जिनका प्रयास सांसारिक जीवन में अकारथ गया और वे यही समझते हैं कि वे बहुत अच्छा कर्म कर रहे हैं
Those are the ones who disbelieve in the verses of their Lord and in [their] meeting Him, so their deeds have become worthless; and We will not assign to them on the Day of Resurrection any importance.
Yehi woh log hain jinhon ney apney perwerdigar ki aayaton aur uss ki mulaqat say kufur kiya iss liye unn kay aemaal ghaarat hogaye pus qayamat kay din hum unn ka koi wazan qaeem na keren gay.
यही वे लोग हैं जिन्होंने अपने रब की आयतों का और उस से मिलन का इनकार किया। अतः उन के कर्म जान को लागू हुए, तो हम क़ियामत के दिन उन्हें कोई वज़न न देंगे
That is their recompense - Hell - for what they denied and [because] they took My signs and My messengers in ridicule.
Haal yeh hai kay inn ka badla jahannum hai kiyon kay enhon nay kufur kiya aur meri aayaton aur meray rasoolon ko mazaq mein uaraya.
उन का बदला वही जहन्नम है, इसलिए कि उन्होंने कुफ़्र की नीति अपनाई और मेरी आयतों और मेरे रसूलों का उपहास किया