Among the Jews are those who distort words from their [proper] usages and say, "We hear and disobey" and "Hear but be not heard" and "Ra'ina," twisting their tongues and defaming the religion. And if they had said [instead], "We hear and obey" and "Wait for us [to understand]," it would have been better for them and more suitable. But Allah has cursed them for their disbelief, so they believe not, except for a few.
Baaz yahud kalmaat ko unn ki theek jagah say hair pher ker detay hain aur kehtay hain kay hum ney suna aur na farmani ki aur sunn iss kay baghair kay tu suna jaye aur humari riyayat ker! ( lekin iss kay kehney mein ) apni zaban ko paich detay hain aur deen mein taana detay hain aur agar yeh log kehtay kay hum ney suna aur hum ney farmanbardari ki aur aap suniye aur humen dekhiye to yeh inn kay liye boht behtar aur nihayat hi munasib tha lekin Allah Taalaa ney inn kay kufur ki waja say enhen laanat ki hai. Pus yeh boht hi kum eman latay hain.
यहूद में से एक गिरोह बात को उसके ठिकाने से हटा देता है और कहता है कि हमने सुना लेकिन उसे नहीं माना, और कहते हैं कि सुनो और तुम्हें सुनवाया न जाए, वह अपनी जु़बान को मोड़ कर कहते हैं (राअि़ना) दीन में ऐब लगाने के लिए, हालाँकि अगर वे कहते कि हमने सुना और हमने मान लिया और सुनो और हम पर नज़र करो तो यह उनके हक़ में ज़्यादा बेहतर और दुरुस्त होता, मगर अल्लाह ने उनके इनकार की वजह से उनपर लानत कर दी, पस वे ईमान न लाएंगे मगर बहुत कम।
And [We cursed them] for their breaking of the covenant and their disbelief in the signs of Allah and their killing of the prophets without right and their saying, "Our hearts are wrapped". Rather, Allah has sealed them because of their disbelief, so they believe not, except for a few.
( yeh saza thi ) ba sabab inn ki ehad shikni kay aur ehkaam-e-elahee kay sath kufur kerney kay aur Allah kay nabiyon ko na haq qatal ker daalney kay aur iss sabab say kay yun kehtay hain kay humaray dilon per ghilaf hai. Halankay dar asal inn kay kufur ki waja say inn kay dilon per Allah Taalaa ney mohar laga di hai iss liye yeh qadar-e-qaleel hi eman latay hain.
उनको जो सज़ा मिली वह इस पर कि उन्होंने अपने अहद को तोड़ा और इस पर कि उन्होंने अल्लाह की निशानियों का इनकार किया और इस पर कि उन्होंने पैग़म्बरों को नाहक़ क़त्ल किया, और इस बात के कहने पर कि हमारे दिल तो बंद हैं; बल्कि अल्लाह ने उनके इनकार की वजह से उनके दिलों पर मुहर लगा दी है तो वे कम ही ईमान लाते हैं।