Say, "Shall I inform you of [what is] worse than that as penalty from Allah ? [It is that of] those whom Allah has cursed and with whom He became angry and made of them apes and pigs and slaves of Taghut. Those are worse in position and further astray from the sound way."
Keh dijiye kay kiya mein tumehn bataon? Kay iss say bhi ziyada bura ajar paaney wala Allah kay nazdeek kaun hai? Woh jiss per Allah Taalaa ney laanat ki aur uss per woh ghussa hua aur unn mein say baaz ko bandar aur sooar bana diya aur jinhon ney maboodaan-e-baatil ki parastish ki yehi log bad tar darjay walay hain aur yehi raah-e-raast say boht ziyada bhatakney walay hain.
आप कह दीजिए कि क्या में तुमको बताऊँ वह जो अल्लाह के यहाँ अंजाम के ऐतबार से उससे भी ज़्यादा बुरी है, वह जिस पर अल्लाह ने लानत की और जिस पर उसका ग़ज़ब हुआ और जिनमें से बंदर और सुअर बना दिए और उन्होंने शैतान की इबादत की, ऐसे लोग ठिकाने के ऐतबार से बदतर और राहे-रास्त से बहुत दूर हैं।
They said, "If he steals - a brother of his has stolen before." But Joseph kept it within himself and did not reveal it to them. He said, "You are worse in position, and Allah is most knowing of what you describe."
Enhon ney kaha kay agar iss ney chori ki ( to koi tajjub ki baat nahi ) iss ka bhai bhi pehlay chori ker chuka hai yousuf ( alh-e-salam ) ney iss baat ko apney dil mein rakh liya aur inn kay samney bilkul zahir na kiya. Kaha kay tum bad tar jagah mein ho aur jo tum biyan kertay ho ussay Allah hi khoob janta hai.
उन्होंने कहाः अगर यह चोरी करे तो इससे पहले इसका एक भाई भी चोरी कर चुका है, पस यूसुफ़ (अलै॰) ने इस बात को अपने दिल में रखा और उसको उन पर ज़ाहिर नहीं किया, उसने अपने दिल में कहा कि तुम ख़ुद ही बुरे लोग हो और जो कुछ तुम बयान कर रहे हो अल्लाह उसको ख़ूब जानता है।
Say, "Whoever is in error - let the Most Merciful extend for him an extension [in wealth and time] until, when they see that which they were promised - either punishment [in this world] or the Hour [of resurrection] - they will come to know who is worst in position and weaker in soldiers."
Keh dijiye! Jo gumrahi mein hota Allah rehman uss ko khoob lambi mohlat deta hai yehan tak kay woh unn cheezon kay dekh len jin ka wada kiye jatay hain yaani azab ya qayamat ko uss waqt unn ko sahih tor per maloom ho jayega kay kaun buray martabay wala aur kiss ka jutha kamzor hai.
कह दो, "जो गुमराही में पड़ा हुआ है उस के प्रति तो यही चाहिए कि रहमान उस की रस्सी ख़ूब ढीली छोड़ दे, यहाँ तक कि जब ऐसे लोग उस चीज़ को देख लेंगे जिस का उन से वादा किया जाता है - चाहे यातना हो या क़ियामत की घड़ी - तो वे उस समय जान लेंगे कि अपने स्थान की स्पष्ट से कौन निकृष्ट और जत्थे की दृष्टि से अधिक कमजोर है।"