Allah has made the Ka'bah, the Sacred House, standing for the people and [has sanctified] the sacred months and the sacrificial animals and the garlands [by which they are identified]. That is so you may know that Allah knows what is in the heavens and what is in the earth and that Allah is Knowing of all things.
Allah ney kaaba ko jo kay adab ka makan hai logon kay qaeem rehney ka sabab qarar dey diya aur izzat walay maheeney ko bhi aur haram mein qurbani honey walay janwar ko bhi aur unn janwaron ko bhi jin kay galay mein pattay hon yeh iss liye takay tum iss baat ka yaqeen ker lo kay be-shak Allah tamam aasmanon aur zamin kay andar ki cheezon ka ilm rakhta hai aur be-shak Allah sab cheezon ko khoob janta hai.
अल्लाह ने हुरमत वाले घर काबा को लोगों के लिए क़याम का ज़रिया बनाया और हुरमत वाले महीनों को क़ुर्बानी के जानवरों को और गले में पट्टे पड़े हुए जानवरों को भी, यह इसलिए कि जान लो अल्लाह को मालूम है जो कुछ आसमानों में है और जो कुछ ज़मीन में है और यह कि अल्लाह हर चीज़ को जानने वाला है।
They are the ones who disbelieved and obstructed you from al-Masjid al-Haram while the offering was prevented from reaching its place of sacrifice. And if not for believing men and believing women whom you did not know - that you might trample them and there would befall you because of them dishonor without [your] knowledge - [you would have been permitted to enter Makkah]. [This was so] that Allah might admit to His mercy whom He willed. If they had been apart [from them], We would have punished those who disbelieved among them with painful punishment
Yehi woh log hain jinhon ney kufur kiya aur tumko masjid-e-haram say roka aur qurbani kay liye moqoof janwar ko uss ki qurban gah mein phonchney say ( roka ) aur agar aisay ( boht say ) musalman mard aur ( boht si ) musalman aurten na hoti jinn ki tum ko khabar na thi yani unn kay piss janey ka ehtimal na hota jiss per unki waja say tum ko bhi bey khabri mein zararr phonchta ( to tumhen larney ki ijazat dey di jati lekin aisa nahi kiya gaya ) takay Allah Taalaa apni rehmat mein jiss ko chahye dakhil keray aur agar yeh alag alag hotay to inn mein say jo kafir thay hum unn ko dard-naak saza detay.
ये वही लोग तो हैं जिन्होंने इनकार किया और तुम्हें मस्जिदे हराम (काबा) से रोक दिया और क़ुरबानी के बँधे हुए जानवरों को भी इससे रोके रखा कि वे अपने ठिकाने पर पहुँचे। यदि यह ख़याल न होता कि बहुत-से मोमिन पुरुष और मोमिन स्त्रियाँ (मक्का में) मौजूद हैं, जिन्हें तुम नहीं जानते, उन्हें कुचल दोगे, फिर उन के सिलसिले में अनजाने तुम पर इल्ज़ाम आएगा (तो युद्ध की अनुमति दे दी जाती, अनुमति इसलिए नहीं दी गई) ताकि अल्लाह जिसे चाहे अपनी दयालुता में दाख़िल कर ले। यदि वे ईमान वाले अलग हो गए होते तो उन में से जिन लोगों ने इनकार किया उन को हम अवश्य दुखद यातना देते