And to establish prayer and fear Him." And it is He to whom you will be gathered.
Aur yeh kay namaz ki pabandi kero aur iss say daro aur wohi hai jiss kay pass tum jama kiye jao gay.
और यह कि नमाज़ क़ायम करो और अल्लाह से डरो, और वही है जिसकी तरफ़ तुम समेटे जाओगे।
[Adhere to it], turning in repentance to Him, and fear Him and establish prayer and do not be of those who associate others with Allah
( logo! ) Allah Taalaa ki taraf rujoo ho ker uss say dartay raho aur namaz ko qaeem rakho aur mushrikeen mein say na ho jao.
उस की ओर रुजू करने वाले (प्रवृत्त होने वाले) रहो। और उस का डर रखो और नमाज़ का आयोजन करो और (अल्लाह का) साझी ठहराने वालों में से न होना,
[Saying], 'Worship Allah , fear Him and obey me.
Kay tum Allah ki ibadat kero aur issi say daro aur mera kaha maano
कि अल्लाह की बन्दगी करो और उस का डर रखो और मेरी आज्ञा मानो।-