And remember when He made you successors after the 'Aad and settled you in the land, [and] you take for yourselves palaces from its plains and carve from the mountains, homes. Then remember the favors of Allah and do not commit abuse on the earth, spreading corruption."
Aur tum yeh halat yaad kero kay Allah Taalaa ney tum ko aad kay baad janasheen banaya aur tum ko zamin per rehney ka thikana diya kay naram zamin per mehal banatay ho aur paharon ko taraash taraash ker unn mein ghar banatay ho so Allah Taalaa ki nematon ko yaad kero aur zamin mein fasaad mat phelao.
और याद करो जबकि अल्लाह ने आद के बाद तुमको जानशीन बनाया और तुमको ज़मीन में ठिकाना दिया, तुम उसके मैदानों में महल बनाते हो और पहाड़ों को तराश कर घर बनाते हो, पस अल्लाह की नेमतों को याद करो और ज़मीन में फ़साद करते न फिरो।
Blessed is He who, if He willed, could have made for you [something] better than that - gardens beneath which rivers flow - and could make for you palaces.
Allah Taalaa to aisa ba-barkat hai kay agar chahaye to aap ko boht say aisay baghaat inayat farma dey jo inn kay kahey huye bagh say boht hi behar hon jin kay neechay nehren lehren ley rahi hon aur aap ko boht ( pukhta ) mehal bhi dey dey.
बरकत वाला है वह जो यदि चाहे तो तुम्हारे लिए इस से भी उत्तम प्रदान करे, बहुत-से बाग़ जिन के नीचे नहरें बह रही हों, और तुम्हारे लिए बहुत-से महल तैया कर दे