And fight them until there is no fitnah and [until] the religion, all of it, is for Allah . And if they cease - then indeed, Allah is Seeing of what they do.
Aur tum inn say iss hadd tak laro kay inn mein fasad aqeedah na rahey. Aur deen Allah hi ka hojaye phir agar yeh baaz aajayen to Allah Taalaa inn aemaal ko khoob dekhta hai.
और उनसे लड़ो यहाँ तक कि कोई फ़ित्ना बाक़ी न रहे और दीन सारा का सारा अल्लाह ही के लिए हो जाए, फिर अगर वे बाज़ आ जाएं तो अल्लाह उनके कामों को देखने वाला है।
And to Allah belong the unseen [aspects] of the heavens and the earth and to Him will be returned the matter, all of it, so worship Him and rely upon Him. And your Lord is not unaware of that which you do.
Zaminon aur aasmanon ka ilm-e-ghaib Allah Taalaa hi ko hai tamam moamlaat ka rujoo bhi ussi ki janib hai pus tujhay ussi ki ibadat kerni chahaiye aur ussi per bharosa rakhan chahaiye aur tum jo kuch kertay ho uss say Allah Taalaa bey khabar nahi.
और आसमानों और ज़मीन की छुपी बात अल्लाह के पास है और तमाम उमूर उसी की तरफ़ लौटाए जाते हैं, पस आप उसी की इबादत करें और उसी पर भरोसा रखें, और आपका रब उससे बेख़बर नहीं जो तुम कर रहे हो।