And if you could but see when the angels take the souls of those who disbelieved... They are striking their faces and their backs and [saying], "Taste the punishment of the Burning Fire.
Kaash kay tu dekhta jabkay farishtay kafiron ki rooh qabz kertay hain unn kay mun aur sareenon per maar maartay hain ( aur kehtay hain ) tum jalney ka maza chakho.
और अगर आप देखते जबकि फ़रिश्ते उन मुनकिरीन की जान क़ब्ज़ करते हैं मारते हुए उनके चेहरों और उनकी पीठों पर और यह कहते हुए कि अब जलने का अज़ाब चखो।
Allah takes the souls at the time of their death, and those that do not die [He takes] during their sleep. Then He keeps those for which He has decreed death and releases the others for a specified term. Indeed in that are signs for a people who give thought.
Allah hi roohon ko unn ki mot kay waqt aur jin ki mot nahi aai unhen unn ki neend kay waqt qabz ker leta hai phir jin per mot ka hukum lag chuka hai unhen to rok leta hai aur doosri ( roohon ) ko aik muqarrar waqt kay liye chor deta hai. Ghor kerney walon kay liye iss mein yaqeenan boht si nishaniyan hain.
अल्लाह ही प्राणों को उन की मृत्यु के समय ग्रस्त कर लेता है और जिस की मृत्यु नहीं आई उसे उस की निद्रा की अवस्था में (ग्रस्त कर लेता है) । फिर जिस की मृत्यु का फ़ैसला कर दिया है उसे रोक रखता है। और दूसरों को एक नियत समय तक के लिए छोड़ देता है। निश्चय ही इसमें कितनी ही निशानियाँ हैं सोच-विचार करने वालों के लिए