Do they not see that they are tried every year once or twice but then they do not repent nor do they remember?
Aur kiya inn ko nahi dikhlaee deta kay yeh log her saal aik baar ya do baar kissi na kissi aafat mein phanstay rehtay hain phir bhi na toba kertay aur na naseehat qabool kertay hain.
क्या ये लोग देखते नहीं कि वे हर साल एक बार या दो बार आज़माइश में डाले जाते हैं फिर भी न तौबा करते हैं और न सबक़ हासिल करते हैं।
And We conveyed to the Children of Israel in the Scripture that, "You will surely cause corruption on the earth twice, and you will surely reach [a degree of] great haughtiness.
Hum ney bano islraeel kay liye unn ki kitab mein saaf faisla ker diya tha kay tum zamin mein doobara fasad barpa kero gay aur tum bari zabardast ziyadtiyan kero gay.
और हमने बनी-इस्राईल को किताब में बता दिया था कि तुम दो मर्तबा ज़मीन (मुल्क-ए-शाम) में ख़राबी करोगे और बड़ी सरकशी करोगे।
And whoever of you devoutly obeys Allah and His Messenger and does righteousness - We will give her her reward twice; and We have prepared for her a noble provision.
Aur tum mein say jo koi Allah ki aur uss kay rasool ki farman bardaari keray gi aur nek kaam keray gi hum ussay ajar ( bhi ) dohra den gay aur uss kay liye hum ney behtareen rozi tayyar ker rakhi hai.
किन्तु तुम में से जो अल्लाह और उस के रसूल के प्रति निष्ठापूर्वक आज्ञाकारिता की नीति अपनाए और अच्छा कर्म करे, उसे हम दोहरा प्रतिदान प्रदान करेंगे और उस के लिए हम ने सम्मानपूर्ण आजीविका तैयार कर रखी है