And those before them had plotted, but to Allah belongs the plan entirely. He knows what every soul earns, and the disbelievers will know for whom is the final home.
Inn say pehlay logon ney bhi apni makkari mein kami na ki thi lekin tamam tadbeeren Allah hi ki hain jo shaks jo kuch ker raha hai Allah kay ilm mein hai. Kafiron ko abhi maloom hojaye ga kay ( uss ) jahaan ki saza kiss kay liye hai?
जो उनसे पहले थे उन्होंने भी तदबीरें कीं मगर तमाम तदबीरें अल्लाह के इख़्तियार में हैं, वह जानता है कि हर एक क्या कर रहा है और मुनकिरीन जल्द जान लेंगे कि आख़िरत का घर किसके लिए है।
Those before them had already plotted, but Allah came at their building from the foundations, so the roof fell upon them from above them, and the punishment came to them from where they did not perceive.
Inn say pehlay kay logon ney bhi makar kiya tha ( aakhir ) Allah ney ( unn kay mansoobon ) ki emarton ko jaron say ukher diya aur unn ( kay saron ) per ( unn ki ) chaten upper say gir paren aur unn kay pass azab wahan say aagaya jahan ka unn ko weham-o-guman bhi na tha.
उनसे पहले लोगों ने भी मक्र किया था (आख़िर) अल्लाह ने उन (के मंसूबों) की इमारतों को जड़ों से उखाड़ दिया और उन (के सरों) पर (उनकी) छतें ऊपर से गिर पड़ीं और उनके पास अज़ाब वहाँ से आ गया जहाँ का उन्हें वह्म व गुमान भी न था।