But when he came to it, he was called, "Blessed is whoever is at the fire and whoever is around it. And exalted is Allah , Lord of the worlds.
Jab wahan phonchay to aawaz di gaee kay ba-barkat hai woh jo iss aag mein hai aur barkat diya gaya hai woh jo uss kay aas pass hai aur pak hai Allah jo tamam jahano ka palney wala hai.
फिर जब वह उस के पास पहुँचा तो उसे आवाज़ आई कि "मुबारक है वह जो इस आग में है और जो इस के आस-पास है। महान और उच्च है अल्लाह, सारे संसार का रब!
And present to them an example: the people of the city, when the messengers came to it -
Aur aap inn kay samney aik misal ( yani aik ) basti walon ki misal ( uss waqt ka ) biyan kijiyey jabkay uss basti mein ( kaee ) rasool aaye.
उन के लिए बस्ती वालों की एक मिसाल पेश करो, जबकि वहाँ भेजे हुए दूत आए