Do they not see that We made the night that they may rest therein and the day giving sight? Indeed in that are signs for a people who believe.
Kiya woh dekh nahi rahey hain kay hum ney raat ko iss liye banaya hai kay woh iss mein aaram hasil kerlen aur din ko hum ney dikhlaney wala banaya hai yaqeenan iss mein unn logon kay liye nishaniyan hain jo emaan-o-yaqeen rakhtay hain.
क्या उन्होंने देखा नहीं कि हम ने रात को (अँधेरी) बनाया, ताकि वे उस में शान्ति और चैन प्राप्त करें। और दिन को प्रकाशमान बनाया (कि उस में काम करें)? निश्चय ही इसमें उन लोगों के लिए निशानियाँ हैं, जो ईमान ले आएँ
Do they not see that Allah extends provision for whom He wills and restricts [it]? Indeed, in that are signs for a people who believe.
Kiya enhon ney yeh nahi dekha kay Allah Taalaa jissay chahaye kushada rozi deta hai aur jissay chahaye tang iss mein bhi unn logon kay liye jo eman latay hain nishaniyan hain.
क्या उन्होंने विचार नहीं किया कि अल्लाह जिस के लिए चाहता है रोज़ी कुशादा कर देता है और जिस के लिए चाहता है नपी-तुली कर देता है? निस्संदेह इसमें उन लोगों के लिए निशानियाँ हैं, जो ईमान लाएँ