So they hastened [to follow] in their footsteps.
Aur yeh unhi kay naqsh-e-qadam per dortay rahey.
फिर वे उन्हीं के पद-चिन्हों पर दौड़ते रहे
Rather, they say, "Indeed, we found our fathers upon a religion, and we are in their footsteps [rightly] guided."
( nahi nahi ) bulkay yeh to kehtay hain kay hum ney apnay baad dadon ko aik mazhab per paya aur hum inhi kay naqsh-e-qadam per chal ker raah yaafta hain.
नहीं, बल्कि वे कहते हैं, "हम ने तो अपने बाप-दादा को एक तरीक़े पर पाया और हम उन्हीं के पद-चिन्हों पर हैं, सीधे मार्ग पर चल रहे हैं।"
And similarly, We did not send before you any warner into a city except that its affluent said, "Indeed, we found our fathers upon a religion, and we are, in their footsteps, following."
Issi tarah aap say pehlay bhi hum ney jiss basti mein koi daraney wala bheja wahan kay aasoodah haal logon ney yehi jawab diya kay hum ney apnay baap dada ko ( aik raah per aur ) aik deen per paya aur hum ney inhi kay naqsh-e-paa lo perwi kerney walay hain.
इसी प्रकार हम ने जिस किसी बस्ती में तुम से पहले कोई सावधान करने वाला भेजा तो वहाँ के सम्पन्न लोगों ने बस यही कहा कि "हम ने तो अपने बाप-दादा को एक तरीक़े पर पाया और हम उन्हीं के पद-चिन्हों पर हैं, उन का अनुसरण कर रहे हैं।"