Do you not see that Allah sends down rain from the sky and makes it flow as springs [and rivers] in the earth; then He produces thereby crops of varying colors; then they dry and you see them turned yellow; then He makes them [scattered] debris. Indeed in that is a reminder for those of understanding.
Kiya aap ney nahi dekha kay Allah Taalaa aasman say paani utaarta hai aur ussay zamin ki sooton mein phonchata hai phir issi kay zariyey mukhtalif qisam ki khetiyan ugata hai phit woh khushk hojati hain aur aap unhen zard rang dekhtay hain phir unhen reza reza ker deta hai iss mein aqalmando kay liye boht ziyadah naseehat hai.
क्या तुम ने नहीं देखा कि अल्लाह ने आकाश से पानी उतारा, फिर धरती में उस के स्रोत प्रवाहित कर दिए; फिर उस के द्वारा खेती निकालता है, जिस के विभिन्न रंग होते हैं; फिर वह सूखने लगती है; फिर तुम देखते हो कि वह पीली पड़ गई; फिर वह उसे चूर्ण-विचूर्ण कर देता है? निस्संदेह इस में बुद्धि और समझ वालों के लिए बड़ी याददिहानी है
Indeed in that is a reminder for whoever has a heart or who listens while he is present [in mind].
Iss mein her sahib-e-dil kay liye ibrat hai aur uss kay liye jo dil say mutawajja hoker kaan lagaye aur woh hazir ho.
निश्चय ही इसमें उस व्यक्ति के लिए शिक्षा-सामग्री है जिस के पास दिल हो या वह (दिल से) हाजिर रहकर कान लगाए