For men is a share of what the parents and close relatives leave, and for women is a share of what the parents and close relatives leave, be it little or much - an obligatory share.
Maa baap aur khawesh-o-aqarib kay tarkay mein mardon ka hissa bhi hai aur aurton ka bhi. ( jo maal maa baap aur khawesh-o-aqarib chor maren ) khuwa woh maal kum ho ya ziyada ( uss mein ) hissa muqarrar kiya hua hai.
मर्दों का भी हिस्सा है माँ-बाप और रिश्तेदारों के तर्के में से, और औरतों का भी माँ-बाप और रिश्तेदारों के तर्के में से हिस्सा है, थोड़ा हो या ज़्यादा हो, एक मुक़र्रर किया हुआ हिस्सा।
Whom Allah has cursed. For he had said, "I will surely take from among Your servants a specific portion.
Jissay Allah ney laanat ki hai aur uss ney baira utahaya hai kay teray bandon mein say mein muqarrar shuda hissa ley ker rahon ga.
उस पर अल्लाह ने लानत की है, और शैतान ने कहा था कि मैं तेरे बंदों में से एक मुक़र्रर हिस्सा लेकर रहुँगा।