And indeed, you will not be thirsty therein or be hot from the sun."
Aur na tu yahan piayasa hota hai na dhoop say takleef uthata hai lekin shetan ney ussay waswasa dala kehney laga kay kiya mein tujhay daeemi zindagi ka darakht aur badshaat batlaon kay jo kabhi purani na ho.
और यह कि न यहाँ प्यासे रहोगे और न धूप की तकलीफ़ उठाओगे।"
But those who disbelieved - their deeds are like a mirage in a lowland which a thirsty one thinks is water until, when he comes to it, he finds it is nothing but finds Allah before Him, and He will pay him in full his due; and Allah is swift in account.
Aur kafiron kay aemaal misil uss chamakti hui rait kay hain jo chatyal maidan mein ho jissay piyasa shaks door say pani samjhta hai lekin jab uss kay pass phonchta hai to ussay kuch bhi nahi pata haan Allah ko apnay pass pata hai jo uss ka hisab poora poora chuka deta hai. Allah boht jald hisab ker denay wala hai.
रहे वे लोग जिन्होंने इनकार किया उन के कर्म चटियल मैदान में मरीचिका की तरह है कि प्यासा उसे पानी समझता है, यहाँ तक कि जब वह उस के पास पहुँचा तो उसे कुछ भी न पाया। अलबत्ता अल्लाह ही को उस के पास पाया, जिस ने उस का हिसाब पूरा-पूरा चुका दिया। और अल्लाह बहुत जल्द हिसाब करता है
And if they break their oaths after their treaty and defame your religion, then fight the leaders of disbelief, for indeed, there are no oaths [sacred] to them; [fight them that] they might cease.
Agar yeh log ehad-o-paymaan kay baad bhi apni qasmon ko tor den aur tumharay deen mein taana zani keren to tum bhi unn sardaraan-e-kufur say bhir jao. Unn ki qasmen koi cheez nahi mumkin hai kay iss tarah woh baaz aajayen.
और अगर ये अपनी क़समों को तोड़ डालें अहद के बाद और तुम्हारे दीन में ऐब लगाएं तो कुफ़्र के इन सरदारों से लड़ो, बेशक उनकी क़समें कुछ नहीं; ताकि वे बाज़ आ जाएं।