Allah will judge between you on the Day of Resurrection concerning that over which you used to differ."
Be-shak tumharay sab kay ikhtilaf ka faisla qayamat walay din Allah Taalaa aap keray ga.
अल्लाह क़ियामत के दिन तुम्हारे बीच उस चीज़ का फ़ैसला कर देगा, जिस में तुम विभेद करते हो।"
And do not be like the ones who became divided and differed after the clear proofs had come to them. And those will have a great punishment.
Tum unn logon ki tarah na hojana jinhon ney apney pass roshan daleelen aajaney kay baad bhi tafarrqa daala aur ikhtilaf kiya enhin logon kay liye bara azab hai.
और उन लोगों की तरह न हो जाना जो फ़िरक़ों में बट गए और आपस में इख़्तिलाफ़ कर लिया बाद इसके कि उनके पास वाज़ेह अहकाम आ चुके थे, और उनके लिए बड़ा अज़ाब है।
O you who have believed, obey Allah and obey the Messenger and those in authority among you. And if you disagree over anything, refer it to Allah and the Messenger, if you should believe in Allah and the Last Day. That is the best [way] and best in result.
Aey eman walo! Farmanbardari kero Allah Taalaa ki aur farmanbardari kero rasool ( PBUH ) ki aur tum mein say ikhtiyar walon ki. Phir agar kissi cheez mein ikhtilaf kero to ussay lotao Allah Taalaa ki taraf aur rasool ki taraf agar tumhen Allah Taalaa per aur qayamat kay din per eman hai. Yeh boht behtar hai aur ba aetbaar anjam kay boht acha hai.
ऐ ईमान वालो! अल्लाह की इताअत करो और रसूल की इताअत करो और अपने में से ज़िम्मेदारों की, फिर अगर तुम्हारे दरमियान किसी चीज़ में इख़्तिलाफ़ हो जाए तो उसको अल्लाह और रसूल के हवाले कर दो, अगर तुम अल्लाह पर और आख़िरत के दिन पर ईमान रखते हो, यह बात अच्छी है और इसका अंजाम बेहतर है।