As guidance and good tidings for the believers
Hidayat aur khushkhabri eman walon kay liye.
मार्गदर्शन है और शुभ-सूचना उन ईमान वालों के लिए,
Who establish prayer and give zakah, and of the Hereafter they are certain [in faith].
Jo namaz qaeem kertay hain aur zakat ada kertay hain aur aakhirat per yaqeen rakhtay hain.
जो नमाज़ का आयोजन करते हैं और ज़कात देते हैं और वही हैं जो आख़िरत पर विश्वास रखते हैं
Indeed, for those who do not believe in the Hereafter, We have made pleasing to them their deeds, so they wander blindly.
Jo log qayamat per eman nahi latay hum ney unhen unn kay kartoot zeenat daar ker dikhaye hain pus woh bhataktay phirtay hain.
रहे वे लोग जो आख़िरत को नहीं मानते, उन के लिए हम ने उन की करतूतों को शोभायमान बना दिया है। अतः वे भटकते फिरते हैं
Those are the ones for whom there will be the worst of punishment, and in the Hereafter they are the greatest losers.
Yehi log hain jin kay liye bura azab hai aur aakhirat mein bhi woh sakht nuksan yaafta hain.
वही लोग हैं, जिन के लिए बुरी यातना है और वही हैं जो आख़िरत में अत्यन्त घाटे में रहेंगे