If you asked them, "Who created the heavens and earth and subjected the sun and the moon?" they would surely say, " Allah ." Then how are they deluded?
Aur agar aap inn say daryaft keren kay zamin-o-aasman ka khaliq aur sooraj chand ko kaam mein laganey wala kaun hai? To inn ka jawab yehi hoga kay Allah Taalaa phir kidhar ultay jarahey hain.
और यदि तुम उन से पूछो कि "किसने आकाशों और धरती को पैदा किया और सूर्य और चन्द्रमा को काम में लगाया?" तो वे बोल पड़ेंगे, "अल्लाह ने!" फिर वे किधर उलटे फिरे जाते हैं?
Allah extends provision for whom He wills of His servants and restricts for him. Indeed Allah is, of all things, Knowing.
Allah Taalaa apnay bandon mein say jissay chahaye farakh rozi deta hai aur jissay chahaye tang. Yaqeenan Allah Taalaa her cheez ka jannay wala hai.
अल्लाह अपने बन्दों में से जिस के लिए चाहता है आजीविका विस्तीर्ण कर देता है और जिस के लिए चाहता है नपी-तुली कर देता है। निस्संदेह अल्लाह हरेक चीज़ को भली-भाँति जानता है
And if you asked them, "Who sends down rain from the sky and gives life thereby to the earth after its lifelessness?" they would surely say " Allah ." Say, "Praise to Allah "; but most of them do not reason.
Aur agar aap inn say sawal keren kay aasman say pani utaar ker zamin ko uss ki maut kay baad zinda kiss ney kiya? To yaqeenan inn ka jawab yehi hoga Allah Taalaa ney. Aap keh den kay her tareef Allah hi kay liye saza waar hai bulkay inn mein say aksar bey aqal hain.
और यदि तुम उन से पूछो कि "किसने आकाश से पानी बरसाया; फिर उस के द्वारा धरती को उस के मुर्दा हो जाने के पश्चात जीवित किया?" तो वे बोल पड़ेंगे, "अल्लाह ने!" कहो, "सारी प्रशंसा अल्लाह ही के लिए है।" किन्तु उन में से अधिकतर बुद्धि से काम नहीं लेते