It is Allah who sends the winds, and they stir the clouds and spread them in the sky however He wills, and He makes them fragments so you see the rain emerge from within them. And when He causes it to fall upon whom He wills of His servants, immediately they rejoice
Allah Taalaa hawayen chalata hai woh abar ko uthati hain phir Allah Taalaa apni mansha kay mutabiq ussay aasman mein phela deta hai aur uss kay tukray tukray ker deta hai phir aap dekhtay hain kay uss kay andar say qatray nikaltay hain aur jinhen Allah chahata hai unn bandon per qoh pani barsata hai to woh khush khush ho jatay hain.
अल्लाह ही है जो हवाओं को भेजता है। फिर वे बादलों को उठाती हैं; फिर जिस तरह चाहता है उन्हें आकाश में फैला देता है और उन्हें परतों और टुकड़ियों का रूप दे देता है। फिर तुम देखते हो कि उन के बीच से वर्षा की बूँदें टपकी चली आती है। फिर जब वह अपने बन्दों में से जिन पर चाहता है, उसे बरसाता है। तो क्या देखते हैं कि वे हर्षित हो उठे
Although they were, before it was sent down upon them - before that, in despair.
Yaqeen manna kay barish unn per barasney say pehlay pehlay to woh na umeed ho rahey thay.
जबकि इस से पूर्व, इस से पहले कि वह उन पर उतरे, वे बिलकुल निराश थे
So observe the effects of the mercy of Allah - how He gives life to the earth after its lifelessness. Indeed, that [same one] will give life to the dead, and He is over all things competent.
Pus aap rehmat-e-elahee kay aasaar dekhen kay zamin ki maut kay baad kiss tarah Allah Taalaa ussay zinda ker deta hai? Kuch shak nahi kay wohi murdon ko zinda kerney wala hai aur woh her her cheez per qadir hai.
अतः देखों अल्लाह की दयालुता के चिन्ह! वह किस प्रकार धरती को उस के मृत हो जाने के पश्चात जीवन प्रदान करता है। निश्चय ही वह मुर्दों को जीवत करने वाला है, और उसे हर चीज़ का सामर्थ्य प्राप्ती है