And the sun runs [on course] toward its stopping point. That is the determination of the Exalted in Might, the Knowing.
Aur sooraj kay liye jo muqarrara raah hai woh ussi per chalta hai yeh hai muqarrar kerdah ghalib ba-ilm Allah Taalaa ka.
और सूर्य अपने नियत ठिकाने के लिए चला जा रहा है। यह बाँधा हुआ हिसाब है प्रभुत्वशाली, ज्ञानवान का
And the moon - We have determined for it phases, until it returns [appearing] like the old date stalk.
Aur chand ki hum ney manzilen muqarrar ker rahkhi hain yahan tak kay woh lot ker purani tehni ki tarah hojata hai.
और रहा चन्द्रमा, तो उस की नियति हम ने मंज़िलों के क्रम में रखी, यहाँ तक कि वह फिर खजूर की पूरानी टेढ़ी टहनी के सदृश हो जाता है
It is not allowable for the sun to reach the moon, nor does the night overtake the day, but each, in an orbit, is swimming.
Na aftab ki yeh majal hai kay chand ko pakray aur na raat din per aagay barh janey wali hai aur sab kay sab aasman mein tertay phirtay hain.
न सूर्य ही से हो सकता है कि चाँद को जा पकड़े और न रात दिन से आगे बढ़ सकती है। सब एक-एक कक्षा में तैर रहे हैं