Do they not see that We have created for them from what Our hands have made, grazing livestock, and [then] they are their owners?
Kiya woh nahi dekhtay kay hum ney apnay hathon banaee hui cheezon mein say unn kay liye chopaye ( bhi ) peda ker diye jin kay yeh malik hogaye hain.
क्या उन्होंने देखा नहीं कि हम ने उन के लिए अपने हाथों की बनाई हुई चीज़ों में से चौपाए पैदा किए और अब वे उन के मालिक हैं?
And We have tamed them for them, so some of them they ride, and some of them they eat.
Aur inn mawesheeyon ko hum ney unn ka tabey farman bana diya hai jin mein say baaz to inn ki sawariyan hain aur baaz ka gosht khatay hain.
और उन्हें उन के बस में कर दिया कि उन में से कुछ तो उन की सवारियाँ हैं और उन में से कुछ को खाते हैं।
And for them therein are [other] benefits and drinks, so will they not be grateful?
Enhen unn say aur bhi boht faeeday hain aur peenay ki cheezen. Kiya phit ( bhi ) yeh shukar ada nahi keren gay?
और उन के लिए उन में कितने ही लाभ हैं और पेय भी हैं। तो क्या वे कृतज्ञता नहीं दिखलाते?