[All] praise is [due] to Allah , who has sent down upon His Servant the Book and has not made therein any deviance.
Tamam tareefen ussi Allah kay liye saza waar hain jiss ney apney bandey per yeh quran utara aur iss mein koi kasar baqi na chori.
प्रशंसा अल्लाह के लिए है जिस ने अपने बन्दे पर यह किताब अवतरित की और उस में (अर्थात उस बन्दे में) कोई टेढ़ नहीं रखी,
[He has made it] straight, to warn of severe punishment from Him and to give good tidings to the believers who do righteous deeds that they will have a good reward
Bulkay her tarah say theek thaak rakha takay apney pass ki saza sakht saza say hoshiyar ker dey aur eman laney aur nek amal kerney walon ko khushkhabriyan suna dey kay unn kay liye behtareen badla hai.
ठीक और दूरुस्त, ताकि एक कठोर आपदा से सावधान कर दे जो उस की ओर से आ पड़ेगी। और मोमिनों को, जो अच्छे कर्म करते हैं, शुभ सूचना दे दे कि उन के लिए अच्छा बदला है;
In which they will remain forever
Jiss mein woh hamesha hamesha rahen gay.
जिस में वे सदैव रहेंगे
And to warn those who say, " Allah has taken a son."
Aur unn logon ko bhi dara dey jo kehtay hain kay Allah Taalaa aulad rakhta hai.
और उन को सावधान कर दे, जो कहते हैं, "अल्लाह सन्तान वाला है।"