Those who take disbelievers as allies instead of the believers. Do they seek with them honor [through power]? But indeed, honor belongs to Allah entirely.
Jin ki yeh halat hai kay musalmanon ko chor ker kafiron ko dost banatay phirtay hain kiya unn kay pass izzat ki talash mein jatay hain? ( to yaad rakhen kay ) izzat to sari ki sari Allah Taalaa kay qabzay mein hai.
वे लोग जो मोमिनों को छोड़ कर काफ़िरों को दोस्त बनाते हैं, क्या वे उनके पास इज़्ज़त तलाश कर रहे हैं, तो इज़्ज़त सारी अल्लाह के लिए है।

And let not their speech grieve you. Indeed, honor [due to power] belongs to Allah entirely. He is the Hearing, the Knowing.
Aur aap ko inn ki baaten ghum mein na daalen. Tamam tar ghalba Allah hi kay liye hai woh sunta janta hai.
और आपको उनकी बात ग़म में न डाले, बेशक सारा ज़ोर अल्लाह ही के लिए है, वह सुनने वाला जानने वाला है।
Whoever desires honor [through power] - then to Allah belongs all honor. To Him ascends good speech, and righteous work raises it. But they who plot evil deeds will have a severe punishment, and the plotting of those - it will perish.
Jo shaks izzat hasil kerna chahata ho to Allah Taalaa hi ki sari izzat hai tamam tar suthray kalmaat ussi ki taraf charhtay hain aur nek aemaal unn ko buland kerta hai jo log buraeeyon kay dao ghaat mein lagay rehtay hain unn kay liye sakht tar azab hai aur unn ka yeh makar barbaad hojayega.
जो कोई प्रभुत्व चाहता हो तो प्रभुत्व तो सारा का सारा अल्लाह के लिए है। उसी की ओर अच्छा-पवित्र बोल चढ़ता है और अच्छा कर्म उसे ऊँचा उठाता है। रहे वे लोग जो बुरी चालें चलते हैं, उन के लिए कठोर यातना है और उन की चालबाज़ी मटियामेट होकर रहेगी