Yes, whoever earns evil and his sin has encompassed him - those are the companions of the Fire; they will abide therein eternally.
Yaqeenan jiss ney bhi buray kaam kiye aur uss ki na farmaniyon ney ussay gher liya woh hamesha kay liye jahannumi hai.
हाँ जिसने कोई बुराई की और उसके गुनाह ने उसको अपने घेरे में ले लिया, तो वही लोग दोज़ख़ वाले हैं, वे उसमें हमेशा रहेंगे।
Whoever intercedes for a good cause will have a reward therefrom; and whoever intercedes for an evil cause will have a burden therefrom. And ever is Allah , over all things, a Keeper.
Jo shaks kissi neki ya bhalay kaam ki sifarish keray ussay bhi uss ka kuch hissa milay ga aur jo buraee aur badi ki sifarish keray uss kay liye uss mein say aik hissa hai aur Allah Taalaa her cheez per qudrat rakhney wala hai.
जो शख़्स (किसी के हक़ में) अच्छी सिफ़ारिश करेगा उसके लिए उस में से हिस्सा है, और जो शख़्स बुरी सिफ़ारिश करेगा उसके लिए उसमें से हिस्सा है, और अल्लाह हर चीज़ पर क़ुदरत रखने वाला है।
Whoever does an evil deed will not be recompensed except by the like thereof; but whoever does righteousness, whether male or female, while he is a believer - those will enter Paradise, being given provision therein without account.
Jiss ney gunah kiya hai ussay to barabar barabar ka badla hi hai aur jiss ney neki ki hai khua woh mard ho ya aurat aur woh eman wala ho to yeh log jannat mein jayen gay aur wahan be-shumar rozi payen gay.
जिस किसी ने बुराई की तो उसे वैसा ही बदला मिलेगा, किन्तु जिस किसी ने अच्छा कर्म किया, चाहे वह पुरुष हो या स्त्री, किन्तु हो वह मोमिन, तो ऐसे लोग जन्नत में प्रवेश करेंगे। वहाँ उन्हें बेहिसाब दिया जाएगा