And his soul permitted to him the murder of his brother, so he killed him and became among the losers.
Pus ussay uss kay nafs nay apney bhai kay qatal per aamaada ker diya aur uss ney ussay qatal ker daala jiss say nuksan paney walon mein say hogaya.
फिर उसके नफ़्स ने उसको अपने भाई के क़त्ल पर राज़ी कर लिया और उसने उसे क़त्ल कर डाला, फिर वह नुक़सान उठाने वालों में शामिल हो गया।
And We have already created man and know what his soul whispers to him, and We are closer to him than [his] jugular vein
Hum ney insan ko peda kiya hai aur iss kay dil mein jo khayalat uthtay hain unn say hum waqif hain aur hum uss ki rag-e-jaan say bhi ziyadah uss say qareeb hain.
हम ने मनुष्य को पैदा किया है और हम जानते हैं जो बातें उस के जी में आती हैं। और हम उस से उस की गरदन की रग से भी अधिक निकट हैं