Say, "I hold not for myself [the power of] benefit or harm, except what Allah has willed. And if I knew the unseen, I could have acquired much wealth, and no harm would have touched me. I am not except a warner and a bringer of good tidings to a people who believe."
Aap farma dijiye kay mein khud apni zaat-e-khaas kay liye kissi nafay ka ikhtiyar nahi rakhta aur na kissi zarar ka magar utna hi jitna Allah ney chaha ho aur agar mein ghaib ki baaten janta hota to mein boht say munafay hasil ker leta aur koi nuksan mujh ko na phonchta mein to mehaz daraney wala aur bisharat denay wala hun unn logon ko jo eman rakhtay hain.
(ऐ नबी) आप कह दीजिए कि मैं मालिक नहीं अपनी जान के भले का और न बुरे का मगर जो अल्लाह चाहे, और अगर मैं ग़ैब को जानता तो बहुत-से फ़ायदे अपने लिए हासिल कर लेता और मुझे कोई नुक़सान न पहुँचता, मैं तो महज़ एक डराने वाला और ख़ुश-ख़बरी सुनाने वाला हूँ उन लोगों के लिए जो मेरी बात मानें।
And [mention] Job, when he called to his Lord, "Indeed, adversity has touched me, and you are the Most Merciful of the merciful."
Ayub ( alh-e-salam ) ki uss halat ko yaad kero jabkay uss ney apney perwerdigar ko pukara kay mujhay yeh beemari lag gaee hai aur tu reham kerney walon say ziyada reham kerney wala hai.
और अय्यूब पर भी दया दर्शाई। याद करो जबकि उस ने अपने रब को पुकारा कि "मुझे बहुत तकलीफ़ पहुँची है, और तू सबसे बढ़कर दयावान है।"
And remember Our servant Job, when he called to his Lord, "Indeed, Satan has touched me with hardship and torment."
Aur humaray banday ayub ( alh-e-salam ) ka ( bhi ) zikar ker jabkay uss ney apnay rab ko pukara kay mujhay shetan ney ranj aur dukh phonchaya hai.
हमारे बन्दे अय्यूब को भी याद करो, जब उस ने अपने रब को पुकारा कि "शैतान ने मुझे दुख और पीड़ा पहुँचा रखी है।"