But when he gave them from His bounty, they were stingy with it and turned away while they refused.
Lekin jab Allah ney apney fazal say enhen diya to yeh iss mein bakheeli kerney lagay aur taal matol ker kay mun mor liya.
फिर जब अल्लाह ने उनको अपने फ़ज़्ल से अता किया तो वे उसमें कंजूसी करने लगे और बरगश्ता होकर मुँह फेर लिया।
But if the Truth had followed their inclinations, the heavens and the earth and whoever is in them would have been ruined. Rather, We have brought them their message, but they, from their message, are turning away.
Agar haq hi inn ki khuwaishon ka pairo ho jaye to zamin-o-aasman aur inn kay darmiyan ki her cheez darhum barhum hojaye. Haq to yeh hai kay hum ney enhen unn ki naseehat phoncha di hai lekin woh apni naseehat say mun morney walay hain.
और यदि सत्य कहीं उन की इच्छाओं के पीछे चलता तो समस्त आकाश और धरती और जो भी उन में है, सब में बिगाड़ पैदा हो जाता। नहीं, बल्कि हम उन के पास उन के हिस्से की अनुस्मृति लाए हैं। किन्तु वे अपनी अनुस्मृति से कतरा रहे हैं
And when they are called to [the words of] Allah and His Messenger to judge between them, at once a party of them turns aside [in refusal].
Jab yeh iss baat ki taraf bulaye jatay hain kay Allah aur iss ka rasool unn kay jharay chuka dey to bhi inn ki aik jamat mun morney wali bann jati hai.
जब उन्हें अल्लाह और उस के रसूल की ओर बुलाया जाता है, ताकि वह उन के बीच फ़ैसला करें तो क्या देखते हैं कि उन में से एक गिरोह कतरा जाता है;