We have certainly seen the turning of your face, [O Muhammad], toward the heaven, and We will surely turn you to a qiblah with which you will be pleased. So turn your face toward al-Masjid al-Haram. And wherever you [believers] are, turn your faces toward it [in prayer]. Indeed, those who have been given the Scripture well know that it is the truth from their Lord. And Allah is not unaware of what they do.
Hum aap kay chehray ko baar baar aasman ki taraf uthtay uthtay huye dekh rahey hain abb hum aap ko uss qiblay ki janib mutawajja keren gay jiss say aap khush hojayen aap apna mun masjid-e-haram ki taraf pher len aur aap jahan kahin hon apna mun ussi taraf phera keren. Ehal-e-kitab ko iss baat kay Allah ki taraf say bar haq honey ka qataee ilm hai aur Allah Taalaa unn aemaal say ghafil nahi jo yeh kertay hain.
हम तुम्हारे चेहरे का बार-बार आसमान की तरफ़ उठना देख रहे हैं, पस हम तुमको उसी क़िबले की तरफ़ फेर देंगे जिसको तुम पसंद करते हो, अब अपना रुख़ मस्जिदे-हराम की तरफ़ फेर दो, और तुम जहाँ कहीं भी हो अपने रुख़ को उसी तरफ़ करो, और अहले-किताब ख़ूब जानते हैं कि यह हक़ है और उनके रब की जानिब से है, और अल्लाह बेख़बर नहीं उससे जो वे कर रहे हैं।
And We inspired to Moses and his brother, "Settle your people in Egypt in houses and make your houses [facing the] qiblah and establish prayer and give good tidings to the believers."
Aur hum ney musa ( alh-e-salam ) aur unn kay bhai kay pass wahee bheji kay tum dono apney unn logon kay liye misir mein ghar bar-qarar rakho aur tum sab apney enhi gharon ko namaz parhney ki jagah qarar dey lo aur namaz kay paband raho aur aap musalmanon ko bisharat dey den.
और हमने मूसा (अलै॰) और उसके भाई की तरफ़ वह्य की कि अपनी क़ौम के लिए मिस्र में कुछ घर मुक़रर्र कर लो और अपने उन घरों को क़िब्ला बनाओ और नमाज़ क़ायम करो, और अहले-ईमान को ख़ुश-ख़बरी दे दो।