Alif, Lam, Ra. [This is] a Book whose verses are perfected and then presented in detail from [one who is] Wise and Acquainted.
Alif-laam-raa yeh aik aisi kitab hai kay iss ki aayaten mohkum ki gaee hain phir saaf saaf biyan ki gaee hain aik hakeem ba khabar ki taraf say.
अलिफ़-लाम-रा, यह किताब है जिसकी आयतें पहले मुहकम की गईं फिर एक दाना और ख़बीर हस्ती की तरफ़ से उनकी तफ़सील की गई।
A Book whose verses have been detailed, an Arabic Qur'an for a people who know,
( Aisi ) kitab hai jiss ki aayaton ki wazeh tafseel ki gaee hai ( iss haal mein kay ) quran arabi zaban mein hai uss qom kay liye jo janti hai.
एक किताब, जिस की आयतें खोल-खोलकर बयान हुई हैं; अरबी क़ुरआन के रूप में, उन लोगों के लिए जो जानना चाहें;
And if We had made it a non-Arabic Qur'an, they would have said, "Why are its verses not explained in detail [in our language]? Is it a foreign [recitation] and an Arab [messenger]?" Say, "It is, for those who believe, a guidance and cure." And those who do not believe - in their ears is deafness, and it is upon them blindness. Those are being called from a distant place.
Aur agar hum issay ajami zaban ka quran banatay to kehtay kay iss ki aayaten saaf saaf biyan kiyon nahi ki gayen? Yeh kiya kay ajami kitab aur aap arabi rasool? Aap keh dijiyey! Kay yeh to eman walon kay liye hidayat-o-shifa hai aur jo eman nahi latay unn kay kaano mein to ( behra-pan aur ) bojh hai aur yeh unn per andha-pan hai yeh woh log hain jo kissi boht door daraz jagah say pukaray jarahey hain.
यदि हम उसे ग़ैर अरबी क़ुरआन बनाते तो वे कहते कि "उस की आयतें क्यों नहीं (हमारी भाषा में) खोलकर बयान की गई? यह क्या कि वाणी तो ग़ैर अरबी है और व्यक्ति अरबी?" कहो, "वह उन लोगों के लिए जो ईमान लाए मार्गदर्शन और आरोग्य है, किन्तु जो लोग ईमान नहीं ला रहे है उन के कानों में बोझ है और वह (क़ुरआन) उन के लिए अन्धापन (सिद्ध हो रहा) है, वे ऐसे है जिन को किसी दूर के स्थान से पुकारा जा रहा हो।"