But when he saw their hands not reaching for it, he distrusted them and felt from them apprehension. They said, "Fear not. We have been sent to the people of Lot."
Abb jo dekha kay unn kay hath bhi uss ki taraf nahi phonch rahey to unn say ajnabiyat mehsoos ker kay dil hi dil mein unn say khof kerney lagay unhon ney kaha darro nahi hum to qom-e-loot ki taraf bhejay huye aaye hain.
फिर जब देखा कि उनके हाथ खाने की तरफ़ नहीं बढ़ रहे हैं तो खटक गए और दिल ही दिल में उन से डरे, उन्होंने कहा कि डरो नहीं हम लूत (अलै॰) की क़ौम की तरफ़ भेजे गए हैं।
They said, "Indeed, we have been sent to a people of criminals,
Unhon ney jawab diya kay hum mujrim qom ki taraf bhejay gaye hain.
उन्होंने कहा कि हम एक मुजरिम क़ौम की तरफ़ भेजे गए हैं।
They said, "Indeed, we have been sent to a people of criminals
Unhon ney jawab diya kay hum gunagar qom ki taraf bhejay gaye hain.
उन्होंने कहा, "हम एक अपराधी क़ौम की ओर भेजे गए हैं;