And when Our messengers, [the angels], came to Lot, he was anguished for them and felt for them great discomfort and said, "This is a trying day."
Jab humaray bhejay huye farishtay loot kay pass phonchay to woh inn ki waja say boht ghumgeen hogaye aur dil hi dil mein kurhney lagay aur kehney lagay kay aaj ka din bari musibat ka din hai.
और जब हमारे फ़रिश्ते लूत (अलै॰) के पास पहुँचे तो वे घबराए और उनके आने से दिल तंग हुआ, उसने कहाः आज का दिन बड़ा सख़्त है।
And who is better in speech than one who invites to Allah and does righteousness and says, "Indeed, I am of the Muslims."
Aur uss say ziyadah achi baat wala kon hai jo Allah ki taraf bulaye aur nek kaam keray aur kahey kay mein musalmanon mein say hun.
और उस व्यक्ति से बात में अच्छा कौन हो सकता है जो अल्लाह की ओर बुलाए और अच्छे कर्म करे और कहे, "निस्संदेह मैं मुस्लिम (आज्ञाकारी) हूँ?"