And those before them had plotted, but to Allah belongs the plan entirely. He knows what every soul earns, and the disbelievers will know for whom is the final home.
Inn say pehlay logon ney bhi apni makkari mein kami na ki thi lekin tamam tadbeeren Allah hi ki hain jo shaks jo kuch ker raha hai Allah kay ilm mein hai. Kafiron ko abhi maloom hojaye ga kay ( uss ) jahaan ki saza kiss kay liye hai?
जो उनसे पहले थे उन्होंने भी तदबीरें कीं मगर तमाम तदबीरें अल्लाह के इख़्तियार में हैं, वह जानता है कि हर एक क्या कर रहा है और मुनकिरीन जल्द जान लेंगे कि आख़िरत का घर किसके लिए है।
[Due to] arrogance in the land and plotting of evil; but the evil plot does not encompass except its own people. Then do they await except the way of the former peoples? But you will never find in the way of Allah any change, and you will never find in the way of Allah any alteration.
Duniya mein apnay ko bara samjhney ki waja say aur inn ki buri tadberon ki waja say aur buri tadbeeron ka wabaal inn tadbeer walon per hi parta hai so kiya yeh uss dastoor kay muntazir hain jo aglay logon kay sath hota raha hai. So aap Allah kay dastoor ko kabhi badalta hua na payen gay aur aap Allah kay dastoor ko kabhi muntaqil hota hua na payen gay.
हालाँकि बुरी चाल अपने ही लोगों को घेर लेती है। तो अब क्या जो रीति अगलों के सिलसिले में रही है वे बस उसी रीति की प्रतिक्षा कर रहे हैं? तो तुम अल्लाह की रीति में कदापि कोई परिवर्तन न पाओगे और न तुम अल्लाह की रीति को कभी टलते ही पाओगे