Has there not reached you the news of those before you - the people of Noah and 'Aad and Thamud and those after them? No one knows them but Allah . Their messengers brought them clear proofs, but they returned their hands to their mouths and said, "Indeed, we disbelieve in that with which you have been sent, and indeed we are, about that to which you invite us, in disquieting doubt."
Kiya tumharay pass tum say pehlay kay logon ki khabren nahi aaen? Yani qom-e-nooh ki aur aad-o-samood ki aur unn kay baad walon ki jinhen siwaye Allah Taalaa kay aur koi nahi janta unn kay pass unn kay rasool moajzzay laye lekin unhon ney apney hath apney mun mein daba liye aur saaf keh diya kay jo kuch tumhen dey ker bheja gaya hai hum uss kay munkir hain aur jiss cheez ki taraf tum humen bula rahey ho humen to iss mein bara bhari shuba hai.
क्या तुमको उन लोगों की ख़बर नहीं पहुँची जो तुमसे पहले गुज़र चुके हैं क़ौमे-नूह, और आद और समूद और जो लोग उनके बाद हुए हैं जिनको अल्लाह के सिवा कोई नहीं जानता, उनके पैग़म्बर उनके पास दलाइल लेकर आए तो उन्होंने अपने हाथ उनके मुँह में दे दिए और कहा कि तुम जो कुछ देकर भेजे गए हो हम उसको नहीं मानते और जिस चीज़ की तरफ़ तुम हमको बुलाते हो हम उसके बारे में सख़्त उलझन वाले शक में पड़े हुए हैं।
And has there come to you the news of the adversaries, when they climbed over the wall of [his] prayer chamber -
Aur kiya tujhay jhagra kerney walon ki ( bhi ) khabar mili? Jab kay woh deewar phaand ker mehrab mein aagaye.
और क्या तुम्हें उन विवादियों की ख़बर पहुँची है? जब वे दीवार पर चढ़कर मेहराब (एकान्त कक्ष) मे आ पहुँचे
Has there not come to you the news of those who disbelieved before? So they tasted the bad consequence of their affair, and they will have a painful punishment.
Kiya tumharay pass iss say pehlay kay kafiron ki khabar nahi phonchi? Jinhon ney apney aemaal ka wabaal chakh liya aur jin kay liye dard naak azab hai.
क्या तुम्हें उन लोगों की ख़बर नहीं पहुँची जिन्होंने इस से पहले इनकार किया था, फिर उन्होंने अपने कर्म के वबाल का मज़ा चखा और उन के लिए एक दुखद यातना भी है