Our Lord, forgive me and my parents and the believers the Day the account is established."
Aey humaray perwerdigar! Mujhay bakhsh dey aur meray maa baap ko bhi bakhsh aur digar momino ko bhi bakhsh jiss din hisab honey lagay.
ऐ हमारे रब! मुझे माफ़ फ़रमाइए और मेरे वालिदैन को और मोमिनीन को उस रोज़ जबकि हिसाब क़ायम होगा।
So know, [O Muhammad], that there is no deity except Allah and ask forgiveness for your sin and for the believing men and believing women. And Allah knows of your movement and your resting place.
So ( aey nabi ) aap yaqeen kerlen kay Allah kay siwa koi mabood nahi aur apnay gunahon ki bakhsish manga keren aur momin mardon aur momin aurton kay haq mein bhi Allah tum logo ki amdoraft ki aur rehnay sehnay ki jagah khoob janta hai.
अतः जान रखों कि अल्लाह के अतिरिक्त कोई पूज्य-प्रभु नहीं। और अपने गुनाहों के लिए क्षमा-याचना करो और मोमिन पुरुषों और मोमिन स्त्रियों के लिए भी। अल्लाह तुम्हारी चलत-फिरत को भी जानता है और तुम्हारे ठिकाने को भी
They say, "If we return to al-Madinah, the more honored [for power] will surely expel therefrom the more humble." And to Allah belongs [all] honor, and to His Messenger, and to the believers, but the hypocrites do not know.
Yeh kehtay hain kay agar hum abb lot ker madina jayen gay to izzat wala wahan say zillat walay ko nikal dey ga. Suno! Izzat to sirf Allah Taalaa kay liye aur uss kay rasool kay liye aur eman daaron kay liye hai lekin yeh munafiq jantay nahi.
वे कहते हैं, "यदि हम मदीना लौटकर गए तो जो अधिक शक्ति वाला है, वह हीनतर (व्यक्तियों) को वहाँ से निकाल बाहर करेगा।" हालाँकि शक्ति अल्लाह और उस के रसूल और मोमिनों के लिए है, किन्तु वे मुनाफ़िक़ जानते नहीं