And he entered his garden while he was unjust to himself. He said, "I do not think that this will perish - ever.
Aur yeh apney baagh mein gaya aur tha apni jaan per zulm kerney wala. Kehney laga kay mein khayal nahi ker sakta kay kissi waqt bhi yeh barbaad hojaye.
वह अपने हक़ में ज़ालिम बनकर बाग़ में प्रविष्ट हुआ। कहने लगा, "मैं ऐसा नहीं समझता कि वह कभी विनष्ट होगा
Then we caused to inherit the Book those We have chosen of Our servants; and among them is he who wrongs himself, and among them is he who is moderate, and among them is he who is foremost in good deeds by permission of Allah . That [inheritance] is what is the great bounty.
Phir hum ney unn logon ko ( iss ) kitab ka waris banaya jin ko hum ney apnay bandon mein say pasand farmaya. Phir baazay to inn mein apni jano per zulm kerney walay hain aur baazay inn mein mutawassit darjay kay hain aur baazay inn mein Allah ki tofiq say nekiyon mein taraqqi kiye chalay jatay hain. Yeh bara fazal hai.
फिर हम ने इस किताब का उत्तराधिकारी उन लोगों को बनाया, जिन्हें हम ने अपने बन्दो में से चुन लिया है। अब कोई तो उन में से अपने आप पर ज़ुल्म करता है और कोई उन में से मध्य श्रेणी का है और कोई उन में से अल्लाह के कृपायोग से भलाइयों में अग्रसर है। यही है बड़ी श्रेष्ठता। -