And He has made me blessed wherever I am and has enjoined upon me prayer and zakah as long as I remain alive
Aur uss ney mujhay ba-barkat kiya hai jahan bhi mein hun uss ney mujhay namaz aur zakat ka hukum diya hai jab tak bhi mein zinda rahoon.
और मुझे बरकत वाला किया जहाँ भी मैं रहूँ, और मुझे नमाज़ और ज़कात की ताकीद की, जब तक कि मैं जीवित रहूँ
And he used to enjoin on his people prayer and zakah and was to his Lord pleasing.
Woh apney ghar walon ko barabar namaz aur zakat ka hukum deta tha aur tha bhi apney perwerdigar ki baargaah mein pasandeedah aur maqbool.
और अपने लोगों को नमाज़ और ज़कात का हुक्म देता था। और वह अपने रब के यहाँ प्रीतिकर व्यक्ति था
And enjoin prayer upon your family [and people] and be steadfast therein. We ask you not for provision; We provide for you, and the [best] outcome is for [those of] righteousness.
Apney gharaney kay logon per namaz ki takeed rakh aur khud bhi iss per jama reh hum tujh say rozi nahi maangtay bulkay hum khud tujhay rozi detay hain aakhir mein bol bala perhezgari hi ka hai.
और अपने लोगों को नमाज़ का आदेश करो और स्वयं भी उसपर जमे रहो। हम तुम से कोई रोज़ी नहीं माँगते। रोज़ी हम ही तुम्हें देते हैं, और अच्छा परिणाम तो धर्मपरायणता ही के लिए निश्चित है