And their prophet said to them, "Indeed, a sign of his kingship is that the chest will come to you in which is assurance from your Lord and a remnant of what the family of Moses and the family of Aaron had left, carried by the angels. Indeed in that is a sign for you, if you are believers."
Unn kay nabi ney unhen phir kaha kay uss ki badshaat ki zahiri nishani yeh hai kay tumharay pass woh sandooq aa jaye ga jiss mein tumharay rab ki taraf say dil jamaee aur aal-e-musa aur aal-e-haroon ka baqiya tarqa hai farishtay ussay utha ker layen gay. Yaqeenan yeh to tumharay liye khuli daleel hai agar tum eman laye ho.
और उनके नबी ने उनसे कहाः उस तालूत के बादशाह होने की निशानी यह है कि तुम्हारे पास वह सन्दूक़ आ जाएगा जिसमें तुम्हारे रब की तरफ़ से तुम्हारे लिए तसकीन (का सामान) है और आले-मूसा और आले-हारून की छोड़ी हुई यादगारें हैं, उस सन्दूक़ को फ़रिश्ते उठाए हुए होंगे, उसमें तुम्हारे लिए बड़ी निशानी है अगर तुम यक़ीन रखने वाले हो।
And We have made the night and day two signs, and We erased the sign of the night and made the sign of the day visible that you may seek bounty from your Lord and may know the number of years and the account [of time]. And everything We have set out in detail.
Hum ney raat aur din ko apni qudrat ki nishaniyan banaee hain raat ki nishani ko to hum ney bey noor ker diya hai aur din ki nishani ko roshan banaya hai takay tum apney rab ka fazal talash ker sako aur iss liye bhi kay barson ka shumar aur hisab maloom ker sako aur her her cheez ko hum ney boht tafseel say biyan farma diya hai.
और हमने रात और दिन को दो निशानियाँ बनाया फिर हमने रात की निशानी को मिटा दिया और दिन की निशानी को हमने रौशन कर दिया; ताकि तुम अपने रब का फ़ज़्ल तलाश करो और ताकि तुम बरसों की गिनती और हिसाब मालूम करो, और हमने हर चीज़ को ख़ूब खोल कर बयान किया है।