Indeed, Allah chose Adam and Noah and the family of Abraham and the family of 'Imran over the worlds -
Be-shak Allah Taalaa ney tamam jahaan kay logon mein say aadam ( alh-e-salam ) ko aur nooh ( alh-e-salam ) ko aur ibrahim ( alh-e-salam ) kay khandan aur imran kay khandanon ko muntakhib farma liya.
बेशक अल्लाह ने आदम (अलै॰) को और नूह (अलै॰) को और आले-इब्राहीम और आले-इमरान (अलैहिमुस्सलाम) को पूरी दुनिया के ऊपर मुंतख़ब कर लिया है।
[Mention, O Muhammad], when the wife of 'Imran said, "My Lord, indeed I have pledged to You what is in my womb, consecrated [for Your service], so accept this from me. Indeed, You are the Hearing, the Knowing."
Jab imran ki biwi ney kaha aey meray rab! Meray pet mein jo kuch hai ussay mein ney teray naam azad kerney ki nazar maani tu meri taraf say qabool farma! Yaqeenan tu khoob sunney wala aur poori tarah janney wala hai.
जब इमरान की बीवी ने कहाः ऐ मेरे रब! मैंने मन्नत मानी आपके लिए कि जो औलाद मेरे पेट में है उसे आज़ाद रखा जाएगा, पस आप मेरी जानिब से क़बूल फ़रमा लें, बेशक आप सुनने वाले, जानने वाले हैं।
And [the example of] Mary, the daughter of 'Imran, who guarded her chastity, so We blew into [her garment] through Our angel, and she believed in the words of her Lord and His scriptures and was of the devoutly obedient.
Aur ( misal biyan farmaee ) marium bint-e-imran ki jiss ney apney namoos ki hifazat ki phir hum ney apni taraf say uss mein jaan phook di aur ( marium ) uss ney apney rab ki baaton aur uss ki kitabon ki tasdeeq ki aur ibadat guzaron mein say thi.
और इमरान की बेटी मरयम की मिसाल पेश ही है जिस ने अपने सतीत्व की रक्षा की थी, फिर हम ने उस स्त्री के भीतर अपनी रूह फूँक दी और उस ने अपने रब के बोलों और उस की किताबों की पुष्टि की और वह भक्ति-प्रवृत्त आज्ञाकारियों में से थी