But as for those whose faces will turn white, [they will be] within the mercy of Allah . They will abide therein eternally.
Aur safaid chehray walay Allah Taalaa ki rehmat mein dakhil hongay aur iss mein hamesha rahen gay.
और जिनके चेहरे रौशन होंगे वे अल्लाह की रहमत में होंगे, वे उसमें हमेशा रहेंगे।
Say [to them], "If you possessed the depositories of the mercy of my Lord, then you would withhold out of fear of spending." And ever has man been stingy.
Keh dijiye kay agar bil farz tum meray rab ki rehmaton kay khazanon kay malik bann jatay to tum uss waqt bhi uss kay kharch ho janey kay khof say uss ko rokay rakhtay aur insan hai hi tang dil.
कहो, "यदि कहीं मेरे रब की दयालुता के ख़ज़ाने तुम्हारे अधिकार में होते हो ख़र्च हो जाने के भय से तुम रोके ही रखते। वास्तव में इनसान तो दिल का बड़ा ही तंग है
Or do they have the depositories of the mercy of your Lord, the Exalted in Might, the Bestower?
Ya kiya inn kay pass teray zabardast fayyaz rab ki rehmat kay khazaney hain.
या, तेरे प्रभुत्वशाली, बड़े दाता रब की दयालुता के ख़ज़ाने उन के पास हैं?