O you who have believed, do not be like those who disbelieved and said about their brothers when they traveled through the land or went out to fight, "If they had been with us, they would not have died or have been killed," so Allah makes that [misconception] a regret within their hearts. And it is Allah who gives life and causes death, and Allah is Seeing of what you do.
Aey eman walo! Tum unn logon ki tarah na ho jana jinhon ney kufur kiya aur apney bhaiyon kay haq mein jabkay woh safar mein hon ya jihad mein hon kaha kay agar yeh humaray pass hotay to na martay aur na maaray jatay iss ki waja yeh thi kay iss khayal ko Allah Taalaa unn ki dili hasrat ka sabab bana dey Allah Taalaa jilata aur maarta hai aur Allah tumharay amal ko dekh raha hai.
ऐ ईमान वालो! तुम उन लोगों की मानिंद न हो जाना जिन्होंने इनकार किया, वे अपने भाइयों के बारे में कहते हैं जबकि वे सफ़र पर जाते हैं या जिहाद में निकलते हैं (और उनको मौत आ जाती है) कि अगर वे हमारे पास रहते तो न मरते और न मारे जाते, ताकि अल्लाह इसको उनके दिलों में हसरत का सबब बना दे, और अल्लाह ही ज़िंदगी बख़्शता है और मौत देता है, और जो कुछ तुम करते हो अल्लाह उसको देख रहा है।
Look how they strike for you comparisons; but they have strayed, so they cannot [find] a way.
Dekhen to sahih aap kay liye kiya kiya misalen biyan kertay hain pus woh behak rahey hain. Abb to raah pana inn kay bus mein nahi raha.
देखें तो सही कि वे आपके लिए क्या-क्या मिसालें बयान करते हैं, पस वे बहक रहे हैं, अब तो राह पाना उनके बस में नहीं रहा।
Look how they strike for you comparisons; but they have strayed, so they cannot [find] a way.
Khayal to kijiye! Kay yeh log aap ki nisbat kaisi kaisi baaten banatay hain. Pus jiss say khud hi behak rahey hain aur kissi tarah raah per nahi aa saktay.
देखों, उन्होंने तुम पर कैसी-कैसी फब्तियाँ कसीं। तो वे बहक गए हैं। अब उन में इस की सामर्थ्य नहीं कि कोई मार्ग पा सकें!