And if you are killed in the cause of Allah or die - then forgiveness from Allah and mercy are better than whatever they accumulate [in this world].
Qasam hai agar Allah Taalaa ki raah mein shaheed kiye jao ya apni maut maro to be-shak Allah Taalaa ki bakshish-o-rehmat uss say behtar hai jisay yeh jama ker rahey hain.
और अगर तुम अल्लाह की राह में मारे जाओ या मर जाओ तो अल्लाह की मग़्फ़िरत और रहमत उससे बेहतर है जिसको वे जमा कर रहे हैं।
Say, "In the bounty of Allah and in His mercy - in that let them rejoice; it is better than what they accumulate."
Aap keh dijiye kay bus logon ko Allah key iss inam aur rehmat per khush hona chahaiye. Woh iss say ba-darjaha behtar hai jiss ko woh jama ker rahey hain.
आप कह दीजिए कि बस लोगों को अल्लाह के इस ईनाम और रहमत पर ख़ुश होना चाहिए, वह उससे बहुत ज़्यादा बेहतर है जिसको वे जमा कर रहे हैं।
Do they distribute the mercy of your Lord? It is We who have apportioned among them their livelihood in the life of this world and have raised some of them above others in degrees [of rank] that they may make use of one another for service. But the mercy of your Lord is better than whatever they accumulate.
Kiya aap kay rab ki rehmat ko yeh taqseem kertay hain? Hum ney hi inn ki zindagniy-e-duniya ki rozi inn mein taqseem ki hai aur aik ko doosray say buland kiya hai takay aik doosray ko matehat ker ley jissay yeh log samettay phirtay hain iss say aap kay rab ki rehmat boht hi behtar hai.
क्या वे तुम्हारे रब की दयालुता को बाँटते हैं? सांसारिक जीवन में उन के जीवन-यापन के साधन हम ने उन के बीच बाँटे हैं और हम ने उन में से कुछ लोगों को दूसरे कुछ लोगों से श्रेणियों की दृष्टि से उच्च रखा है, ताकि उन में से वे एक-दूसरे से काम लें। और तुम्हारे रब की दयालुता उस से कहीं उत्तम है जिसे वे समेट रहे हैं