And never think of those who have been killed in the cause of Allah as dead. Rather, they are alive with their Lord, receiving provision,
Jo log Allah ki raah mein shaheed kiye gaye hain unn ko hergiz murda na samjhen bulkay woh zinda hain apney rab kay pass say roziyan diye jatay hain.
और जो लोग अल्लाह की राह में मारे जाएं उनको मुर्दा न समझो; बल्कि वे ज़िंदा हैं अपने रब के पास, जहाँ उनको रोज़ी मिल रही है।
And indeed, among the People of the Scripture are those who believe in Allah and what was revealed to you and what was revealed to them, [being] humbly submissive to Allah . They do not exchange the verses of Allah for a small price. Those will have their reward with their Lord. Indeed, Allah is swift in account.
Yaqeenan ehal-e-kitab mein say baaz aisay bhi hain jo Allah Taalaa per eman latay hain aur tumhari taraf jo utaata gaya hai aur unn ki janib jo nazil hua uss per bhi Allah Taalaa say dartay hain aur Allah Taalaa ki aayaton ko thori thori qeemat per baichtay bhi nahi inn ka badla inn kay rab kay pass hai yaqeenan Allah Taalaa jald hisab lenay wala hai.
और अहले किताब में कुछ ऐसे भी हैं जो अल्लाह पर ईमान रखते हैं और उस किताब को मानते हैं जो तुम्हारी तरफ़ भेजी गई और उस किताब को भी जो ख़ुद उनकी तरफ़ भेजी गई थी, वे अल्लाह के आगे झुके हुए हैं, और वे अल्लाह की आयतों को थोड़ी क़ीमत पर बेच नहीं देते, यही वे लोग हैं कि उनका अज्र उनके रब के पास है, और बेशक अल्लाह जल्द हिसाब लेने वाला है।