And the chargers at dawn,
Phir subha kay waqat dhawa bolney walon ki qasam
फिर सुबह सवेरे धावा मारते होते हैं,
Or [any] creation of that which is great within your breasts." And they will say, "Who will restore us?" Say, "He who brought you forth the first time." Then they will nod their heads toward you and say, "When is that?" Say, "Perhaps it will be soon -
Ya koi aur aisi khulqat jo tumharay dilon mein boht hi sakht maloom ho phir woh yeh poochen kay kaun hai jo doobara humari zindagi lotaye? Aap jawab dey den kay wohi Allah jiss ney tumhen awal martaba peda kiya iss per woh apney sir hila hila ker aap say daryaft keren gay kay acha yeh hai kab? To aap jawab dey den kay kiya ajab kay woh ( sa’at ) qareeb hi aan lagi ho.
या और कोई चीज़ जो तुम्हारे ख़्याल में उनसे भी ज़्यादा मुश्किल हो, फिर वे कहेंगे कि वह कौन है जो हमको दोबारा ज़िंदा करेगा, आप कहिए कि वही जिसने तुमको पहली बार पैदा किया है, फिर वे आपके आगे अपने सर हिलाएंगे और कहेंगे कि यह कब होगा, कह दीजिए कि अजब नहीं कि उसका वक़्त क़रीब आ पहुँचा हो।
She said, "Indeed kings - when they enter a city, they ruin it and render the honored of its people humbled. And thus do they do.
Uss ney kaha badshah jab kissi basti mein ghustay hain to ussay ujaar detay hain aur wahan kay ba-izzat logon ko zaleel ker detay hain. Aur yeh log bhi aisa hi keren gay.
उस ने कहा, "सम्राट जब किसी बस्ती में प्रवेश करते हैं, तो उसे ख़राब कर देते हैं और वहाँ के प्रभावशाली लोगों को अपमानित करके रहते हैं। और वे ऐसा ही करेंगे
And if they had been entered upon from all its [surrounding] regions and fitnah had been demanded of them, they would have done it and not hesitated over it except briefly.
Aur agar madiney kay aitraaf say unn per ( lashker ) dakhil kiye jatay phir unn say fitna talab kiya jata to yeh zaroor issay barpa ker detay aur na lartay magar thori muddat.
और यदि उस के चतुर्दिक से उन पर हमला हो जाता, फिर उस समय उन से उपद्रव के लिए कहा जाता, तो वे ऐसा कर डालते और इसमें विलम्ब थोड़े ही करते!