And on the earth are signs for the certain [in faith]
Aur yaqeen walon kay liye to zamin mein boht si nishaniyan hain.
और धरती में विश्वास करने वालों के लिए बहुत-सी निशानियाँ हैं,
And in yourselves. Then will you not see?
Aur khud tumhari zaat mein bhi to kiya tum dekhtay ho.
और, स्वयं तुम्हारे अपने आप में भी। तो क्या तुम देखते नहीं?
And in the heaven is your provision and whatever you are promised.
Aur tumhari rozi aur jo tum say wada kiya jata hai sab aasman mein hai.
और आकाश मे ही तुम्हारी रोज़ी है और वह चीज़ भी जिस का तुम से वादा किया जा रहा है
Then by the Lord of the heaven and earth, indeed, it is truth - just as [sure as] it is that you are speaking.
Aasman-o-zamin kay perwerdigar ki qasam! kay yeh bilkul barhaq hai aisa hi jaisay kay tum baten kertay ho.
अतः सौगन्ध है आकाश और धरती के रब की। निश्चय ही वह सत्य बात है ऐसे ही जैसे तुम बोलते हो